IMPROVE YOUR MEMORY POWER (Hindi)
IMPROVE YOUR MEMORY POWER (Hindi) Preview

IMPROVE YOUR MEMORY POWER (Hindi)

  • Fri Nov 25, 2016
  • Price : 80.00
  • V&S Publishers
  • Language - Hindi
This is an e-magazine. Download App & Read offline on any device.

Iss pratiyogi duniya mein keval kadhi mehnat karne se kaamyaabi nahi milti. Kaamyaabi paane ke liye aapko tarah-tarah ki taknikiyon ka prayog karna padhta hai. Prastut pustak mein iss disha mein sarhaniye prayas kiye gaye hain. Iski madad se aap na keval apni smaran shakti badha sakte, balki pariksha mein acche ankh bhi prapt kar sakte hain. Iske apeksha prastut pustak mein smaran shakti badhane ke liye manovagyanik dhang se 30 dino ke ek pathyakram ki taknik prastut ki gayi hai, jiske anusaar anusaran karke vyakti apni smaran-shakti ko maatra 30 dino mein hi viksit kar sakta hai aur pariksha ityaadi mein acche ankh prapt kar ek medhvi vyakti ban sakta hai.